Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJ Nakshab
HomeJ Nakshab
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khaamosh hai zamaana chup chaap hain sitaare aaraam se hai duniyaa bekal hai dil ke maare aise mein koi aahat iss tarah aa rahi hai jaise ki chal rahaa ho mann mein koi humaare yaa dil dhadak rahaa hai is aas ke sahaare aayega aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aane waala aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare lekin ye keh rahe hain dil ke mere ishaare aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa maine ik khaab sa dekha tha jo pura naa hua mujhko duniyaa se shikaayat hai naa kismat se gila aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa haayi kya jal gaya seene se jo uthta hai dhuwaan darr hai iss aag mein jal jaaye naa ulfat kaa nishaan ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa
hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin meri wafaa ke kadam phir bhi dagmagaa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga jo door reh naa sake tere paas aa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake hum unko yaad na karte bedil ka kya kije bedil ka kya kije hazaar bhoolna chaaha magar bhula naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali rangeele more saiyaan sajeele more saiyaan chhabeele balam chatkeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haai dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori nasheele mat maare nasheele mat maare lacheele balam sharmeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera
haiiiiiii mushkil hai mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena aasaan nahin dil ki ye aag bhujha dena ye aag bhujha dena ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa roton ko hansa dena hanston ko rula dena hanston ko rula dena mushkil hai bahot mushkil dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi aaye to badam lena jaaye to duwaa dena jaaye to duwaa dena mushkil hai bahot mushkil uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge mumkin to nahin lekin tum humko bhula dena tum humko bhula dena mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena mushkil hai bahot mushkil
teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa tune mujhe chhup kar loot liya aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa dil todne wale khauff na khaaaaaaa soorat to dhikhaaa nazren to milaaaa hum bhi hain tere dil bhi hai teraaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa main aur kahin tu aur kahinnnn ulfat ka to ye dastoor nahinnnn phir bhi tujhe dil deta hai duaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayega Aane Waala Mahal (1949) 06:52 20084
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 06:52   Song Number : 20084   

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Mahal (1949) 04:11 13646
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:11   Song Number : 13646   

Hum Apne Dil Ka Fasaana Actress (1948) 03:27 16069
 
Poster of Actress (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:27   Song Number : 16069   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   

Katile Tore Naina Nishana (1950) 02:49 13884
 
Poster of Nishana (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:49   Song Number : 13884   

Mushkil Hai Bahot Mushkil Mahal (1949) 03:55 13647
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:55   Song Number : 13647   

Teer Chala O Teer Naghma (1953) 03:35 13811
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:35   Song Number : 13811   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1957) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166   
Karaoke Songs of j nakshab, Sad Songs of j nakshab, Love Songs of j nakshab, Dance Songs of j nakshab, Hip-hop songs of j nakshab, Best songs of j nakshab, Super hit songs of j nakshab, hit songs of j nakshab, duet songs of j nakshab, solo songs of j nakshab, old songs of j nakshab, famous songs of j nakshab, Hindi Karaoke Songs of j nakshab, Hindi Sad Songs of j nakshab, Hindi Love Songs of j nakshab, Hindi Dance Songs of j nakshab, Hindi Hip-hop songs of j nakshab, best Hindi songs of j nakshab, super hit Hindi songs of j nakshab, hit Hindi songs of j nakshab, duet Hindi songs of j nakshab, solo Hindi songs of j nakshab, old Hindi songs of j nakshab, famous Hindi songs of j nakshab, Sing Along Songs of j nakshab, Sing Along Sad Songs of j nakshab, Sing Along Love Songs of j nakshab, Sing Along Dance Songs of j nakshab, Sing Along Hip-hop songs of j nakshab, Sing Along Best songs of j nakshab, Sing Along Super hit songs of j nakshab, Sing Along hit songs of j nakshab, Sing Along duet songs of j nakshab, Sing Along solo songs of j nakshab, Sing Along old songs of j nakshab, Sing Along famous songs of j nakshab